Friday, May 29, 2009

Me, my son!


My Gopala....



badaa natkhat hai re Krishhna-Kanhaiyaa
kaa kare Yashodaa maiyyaa,
haan badaa natkhat hai re Krishhna-Kanhaiyaa
kaa kare Yashodaa maiyyaa,
hobadaa natkhat hai re
dhoondhe ri ankhiyaan use
chahun or
jaane kahaan chhup gayaa Nandkishor
dhoondhe ri ankhiyaan use
chahun or
jaane kahaan chhup gayaa Nandkishor
ud gayaa aise jaise purvayyaa
kaa kare yashodaa maiyyaamaiyya re haanhaan kaa kare yashoda maiyyaho bada natkhat hai re

mere jeewan kaa tu ek hi sapnaa
jo koyi dekhe tohe samjhe wo apnaa
mere jeewan kaa tu ek hi sapnaa
jo koyi dekhe tohe samjhe wo apnaa
sab kaa hai pyaaraa,
ho sab kaa hai pyaaraa bansi-bajayyaa
kaa kare Yashodaa maiyyaa,
mayya re ...
haan haan badaa natkhat hai re
Krishna Kanhaiyya
kaa kare yashoda maiyya
ho bada natkhat hai re!

Radhe-Krishna.........



Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala

Yashomati mayyaa se bole NandlaalaRaadha kyon gori main kyon kaalaRaadha kyon gori main kyon kaala







boli muskaati mayyaa lalan ko bataaya
boli muskaati mayyaa lalan ko bataaya
kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
laadlaa Kanhayya mera ho
laadlaa Kanhayya mera kaali kamli waala
isiliye kaala
Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
boli muskaati mayya sun mere pyaare
boli muskaati mayya sun mere pyaare
gori-gori Raadhika ke nain kajraare
kaale nainon waali ne ho
kaale nainon waali ne aisaa jaadu daala
isiliye kaala
Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala

Mayapur Temple: radha, Krishna and Sakhi...


Just beautiful....

My son...he loves books, he can't read though!

My sweeeeeet little Popeye!